Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAlka Yagnik
HomeAlka Yagnik
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dulhan si saji dharti khula wo aasmaan hooo dulhan si saji dharti khula wo aasmaan bulaata hai humen phir wo chaahat ka jahaan aa ab laut chale hooo ooooo aa ab laut chale aa ab laut chale hooo ooooo aa ab laut chale anjaan tha main naadaan tha main tere pyaar ko jo naa samjh paaya tune itna bechain kiya main tere paas chala aaya teri saansen mera jeevan mere dil mein tera ghar hai zara dekhe koi isko ye jannat se bhi sundar hai bina tere nahin chaina nahin chaina yahaan aa ab laut chale hooo ooooo aa ab laut chale aa ab laut chale haan aaaaa aa ab laut chale ik pal ke liye ik din ke liye naa door main tujhe se jaaungi teri palkon ki inn galiyon mein sapnon ki sej sajaaungi tujhe dekhun tujhe chaahun teri khushboo mein kho jaaun yahi meri tamanna hai teri baahon mein so jaaun dard e dil nahin sehna nahin sehna yahaan aa ab laut chale hooo ooooo aa ab laut chale aa ab laut chaleeeee haan aaaa aa ab laut chale dulhan si saji dharti khula wo aasmaan bulaata hai humen
aa kahin door chale jaayen hum aa kahin door chale jaayen hum door itna ki humen chhoo naa sake koi ghum aa kahin door chale jaayen hum aa kahin door chale jaayen hum door itna ki humen chhoo naa sake koi ghum aa kahin door chale jaayen hum phoolon aur kaliyon se mehke huye ek jungle mein ik haseen jheel ke saahil pe humara ghar ho oss mein bheegi huyi ghaas pe hum chalte hon rang aur noor mein dooba hua har manzar ho main tujhe pyaar karun mere sanam tu mujhe pyaar kare mere sanam aa kahin door chale jaayen hum door itna ki humen chhoo naa sake koi ghum aa kahin door chale jaayen hum aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa shaam ka rang ho gehra to sitaare jaage raat jo aaye to resham se andhere laaye chaand jab jheel ke paani mein nahaane utre meri baahon mein tujhe dekh ke sharmaa jaaye main tujhe pyaar karun mere sanam tu mujhe pyaar kare mere sanam aa kahin door chale jaayen hum door itna ki humen chhoo naa sake
aa raha hai maza teri baahon mein chha raha hai nasha meri nigaahon mein meri aarzu bhi ho tum meri zindagi bhi ho tum jaane ada suno tum zara mere dil ki sadaa aa raha hai maza teri baahon mein chha raha hai nasha meri nigaahon mein meri aarzu bhi ho tum meri zindagi bhi ho tum jaane ada suno tum zara mere dil ki sadaa aa raha hai maza teri baahon mein chha raha hai nasha meri nigaahon mein kabhi yahaan kabhi wahaan kaise main kahun hai dard kahaan kabhi yahaan kabhi wahaan kaise main kahun hai dard kahaan kahin jalan kahin chubhan bujhti nahin saanson ki agan zara paas aa mujhko chain aayega aa raha hai maza teri baahon mein chha raha hai nasha meri nigaahon mein meri aarzu bhi ho tum meri zindagi bhi ho tum jaane ada suno tum zara mere dil ki sadaa aa raha hai maza teri baahon mein chha raha hai nasha meri nigaahon mein jawaan jawaan hansi sama jaane kaisi ye pyaas jagi jawaan jawaan hansi sama jaane kaisi ye pyaas jagi kya bebasi kya bekhudi saare tan mein hai
ishq mein jeene marne ko hum toh hain taiyaar goli maro duniya ko khush raho na yaar yaaila re ladki mast mast tu aaila re hey yaaila re ladki mast mast tu aaila re phir se bol zara jo tu bola re dekh ke tujhko dil aai ga dola re yaaila re ladki mast mast tu aaila re hey yaaila re ladki mast mast tu aaila re phir se bol zara jo tu bola re dekh ke tujhko dil aai ga dola re yaaila re ladki mast mast tu aaila re phir se bol zara jo tu bola re dekh ke tujhko dil aai ga dola re sone sa sohna badan chandi sa chamke hai mann taarifen karta hai kyun mujh pe tu marta hai kyun ab aise nakhre na kar aa mujhko baahon mein bhar tera husn hai aag ka gola re phir se bol zara jo tu bola re yaaila re ladki mast mast tu aaila re yaaila re ladki mast mast tu aaila re phir se bol zara jo tu bola re dekh ke tujh ko dil aai ga dola re yaaila re ladki mast mast tu aaila re phir se bol zara jo tu bola re dekh ke tujh ko dil aai ga dola re arre raja main raani hai tu angoori paani hai tu
aaj hai sagaai sun ladki ke bhaai aaj hai sagaai sun ladki ke bhaai zara naach ke humko dikha aaj hai sagaai sun ladki ke bhaai zara naach ke humko dikha kudi ki taraah na sharma kudi ki taraah na sharma haai tu meri gall maan ja tu meri gall maan ja sab ko nachaaun nach nach ke dikhaaun aa mujhko gale se laga sab ko nachaaun nach nach ke dikhaaun aa mujhko gale se laga munde se zara aankh lada munde se zara aankh lada hoye tu meri gall maan ja haai tu meri gall maan ja o soniye sar pe sajaa ke sehra baaraat leke aaun dulhan tujhe banaa ke doli mein le ke jaaun bholi samajh ke mujhpe na daal aise daane shaadi nahin karoongi jaa maan ja deewane sun albeli meri tanhaa akeli ab katti nahin ratiyaan jaare har jaayi chal chhod kalaai sab dekhati hain sakhiyaan tu meri gall maan jaa tu meri gall maan jaa haay tu meri gall maan ja haai tu meri gall maan ja o maanja kehti hain meri sakhiyaan dil mein hai chor tere kyun haath dhoke aise pichhe pada hai mere sakhiyon se apne
aaj raat chandani hai aur tum mere saath ho aaj raat chandani hai aur tum mere saath ho bas ye dua hai meri aisi har ik raat ho aaj raat chandani hai aur tum mere saath ho bas ye dua hai meri aisi har ik raat ho khushiyan tere chume kadam aane naa doon main kabhi tujhpe ghum khushiyan tere chume kadam aane naa doon main kabhi tujhpe ghum ye muskurahat kabhi ho naa kam khaabon ki ragini sajeee taaron ki baarat hoooo bas ye dua hai meri aisi har ik raat ho papa mera meri shaan hai tujh mein basi meri jaan hai papa mera meri shaan hai tujh mein basi meri jaan hai mera to bas ye hi armaan hai ke chhute naa daman kabhi haathon mein ye haath ho bas ye dua hai meri aisi har ik raat ho karti rahun tujhse hi pyaar mamta ki tujhpe lutaun bahaar karti rahun tujhse hi pyaar mamta ki tujhpe lutaun bahaar iss ghar pe kar doon dil o jaan nisaar honton pe mere sadaa dilbar teri baat ho bas ye dua hai meri aisi har ik raat ho aaj raat chandani hai aur tum mere saath ho bas ye dua
aana mere pyaar ko na tum jhootha samjho jaana aana mere pyaar ko na tum jhootha samjho jaana sanam tujhe paane ka ye tha saara bahana ho aana mere pyaar ko na tum jhootha samjho jaana sanam tujhe paane ka ye tha saara bahana chalo bhi jo hua jaane do bahot ho chuka jaane do chalo bhi jo hua jaane do bahot ho chuka jaane do dekh meri taqdeer dil mein kiska teer aankhon mein tasveer kiski hai sanam chhodo chhodo haath jaanoon teri jaat jhoothi hai har baat jhoothi har kasam ho jhootha ho ya sachcha ho jaane saara zamana ho aana mere pyaar ko na tum jhootha samjho jaana sanam tujhe paane ka ye tha saara bahana tumne phenka jaal ulti pad gayi chaal ab mister janjaal rasta naapiye aise to na yaar dil ko thokar maar samjho mera pyaar khuda ke liye samajh gayi ab chhodo zaada baatein banana ho aana mere pyaar ko na tum jhootha samjho jaana aana mere pyaar ko na tum jhootha samjho jaana sanam tujhe paane ka ye tha saara bahana
aankhein band kar ke jo ek chehra nazar aaya wo tumhin ho ae sanam wo tumhin ho ae sanam aankhein band kar ke jo ek chehra nazar aaya aankhein band kar ke jo ek chehra nazar aaya wo tumhin ho ae sanam wo tumhin ho ae sanam jisse pyaar karte hee dil ko mere qaraar aaya jisse pyaar karte hee dil ko mere qaraar aaya wo tumhin ho ae sanam wo tumhin ho ae sanam aankhein band kar ke jo ek chehra nazar aaya aankhein band kar ke jo ek chehra nazar aaya wo tumhin ho ae sanam wo tumhin ho ae sanam tum hee jaan e jaana mere pyaar ka sapna dil ne mere maana dilbar tumhein apna tum hee jaan e jaana mere pyaar ka sapna dil ne mere maana dilbar tumhein apna mere yaar pe mere yaar pe hai mujhko bada hi naaz meri chaahton se tum meri chaahton se tum na karna kabhi aitraaz aankhein band kar ke jo ek chehra nazar aaya aankhein band kar ke jo ek chehra nazar aaya wo tumhin ho ae sanam wo tumhin ho ae sanam zindagi hai tujhse mera ishq kehta hai tu meri saanson mein har waqt rehta hai
aankhon mein akeli raaton mein aankhon mein akeli raaton mein bas gaye pyaar ke ratt jage bas gaye pyaar ke ratt jage gul shabnam mohhabbat ka mausam gul shabnam mohhabbat ka mausam tere bin mera dil naa lagey tere bin mera dil naa lagey aankhon mein akeli raaton mein aankhon mein akeli raaton mein bas gaye pyaar ke ratt jage bas gaye pyaar ke ratt jage hum dono kabhi ke mill jaate ye jahaan beech mein aa gaya hum dono kabhi ke mill jaate ye jahaan beech mein aa gaya pinjare ke ye panchi udd jaate aasama beech mein aa gaya aa aa aa aa aankhon mein akeli raaton mein aankhon mein akeli raaton mein bas gaye pyaar ke ratt jage bas gaye pyaar ke ratt jage chori se chalo ji chupke se kuchh kahen kuchh sune kuchh karen chori se chalo ji chupke se kuchh kahen kuchh sune kuchh karen na ji na hamein darr lagta hai kya kahen kya sune kya karen hmm hmm mm mm aankhon mein akeli raaton mein aankhon mein akeli raaton mein bas gaye pyaar ke ratt jage bas gaye pyaar ke ratt jage
hey hey hey hey hey hey aaa haaa aahaa haa hmmm hmmm hmmm rehte hain hum khoye khoye gumsum rehte hain hum khoye khoye gumsum kyun ke aankhon mein tum ho aankhon mein tum aankhon mein tum ho aankhon mein tum seene mein dil dhak dhak dhum dhum seene mein dil dhak dhak dhum dhum kyun ke aankhon mein tum ho aankhon mein tum aankhon mein tum ho aankhon mein tum pehle yeh neend gayi phir yeh qaraar naa jaane kya jaayega ab ki baar mukh pe saja liya maine bhi pyaar bas ho gaye mere solah singaar kajra na gajra na kumkum kyun ki aankhon mein tum ho aankhon mein tum seene mein dil dhak dhak dhum dhum kyun ke aankhon mein tum ho aankhon mein tum khamosh hain hum donon magar karne lagi baaten yeh nazar tumne kuchh aise dekha idhar phir kya hua nahin mujhko khabar bas hosh mere ho gaye gum kyun ke aankhon mein tum ho aankhon mein tum seene mein dil dhak dhak dhum dhum kyun ke aankhon mein tum ho aankhon mein tum rehte hain hum khoye khoye gumsum kyun ki aankhon mein tum ho
la lala la la hey hey la lala la la hey hey la lala la la la lala la la la lala la la la lala la la aap kaa aana dil dhadkaana mehndi laga ke yun sharmana aap kaa aana dil dhadkaana mehndi laga ke yun sharmana pyaar aa gaya re pyaar aa gaya pyaar aa gaya re pyaar aa gaya aap kaa aana dil dhadkaana mehndi laga ke yun sharmana pyaar aa gaya re pyaar aa gaya pyaar aa gaya re pyaar aa gaya ooooooo ooooo oooooo oooooo oooo oooo ooooooo ooooo oooooo oooooo oooo oooo kyun hota hai dil deewana aaj ye humne jaanaaaaaaa pyaar aa gaya re pyaar aa gaya pyaar aa gaya re pyaar aa gaya aap kaa aana dil dhadkaana daal ke daana mujhe sataana pyaar aa gaya re pyaar aa gaya pyaar aa gaya re pyaar aa gaya mili jo nazar hua ye asar yedil ghum hua are bekhabar mili jo nazar hua ye asar yedil ghum hua are bekhabar chhupi hai sharaarat tere pyaar mein dil haar baithe pehli baar mein pal mein apna kyun ho jaata hai koi begaana pyaar aa gaya re pyaar aa gaya pyaar aa gaya re pyaar aa gaya
aap se hai gilaa aap se hi pyaar aap ka tha mujhe har pal intezaar bardaasht nahin hota ab mujh se mere yaar aap se hai gilaa aap se hi pyaar aap ka tha mujhe har pal intezaar bardaasht nahin hota ab mujh se mere yaar aap ki khataa bewafaai maaf kartaa hai dil jaane kyun aap se sanam intehaai pyaar kartaa hai dil jaane kyun aap ki khataa bewafaai maaf kartaa hai dil jaane kyun aap ki aarzoo dil ko baar baar lekin hai shikayatein mujh ko beshumaar bardaasht nahin hota ab mujh se mere yaar aap ki khataa bewafaai maaf kartaa hai dil jaane kyun aap se sanam intehaai pyaar kartaa hai dil jaane kyun hum ye nahin kehte dil ke bure ho tum gustakhiyaan lekin karte rehte ho tum hum ye nahin kehte dil ke bure ho tum gustakhiyaan lekin karte rehte ho tum aap ki sabhi gustakhiyaan maaf kartaa hai dil jaane kyun aap ki khataa bewafaai maaf kartaa hai dil jaane kyun do kadam chalo tum do kadam chalein hum khaamoshiyon ka ye kissa khatam karen hum do kadam chalo tum do kadam
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aate aate aa gaye paas hum jaate jaate le gaye tum sanam meri neendein mere saare sapne le chalo mujhko bhi saath apne tum na maano to tumko kasam aate aate aa gaye paas hum jaate jaate le gaye tum sanam hey hey hey hey hey hey hey chaahe dil maang lo chaahe jaan maang lo hoo chaahe dil maang lo chaahe jaan maang lo naa ji naa naa ji naa haan ji haan maang lo aaj tum humse saara jahaan maang lo aate aate aa gaye paas hum jaate jaate le gaye tum sanam paas itne hain aata nahin kuchh nazar paas itne hain aata nahin kuchh nazar humko apni khabar naa kisi ki khabar dhoondh lenaa humen kho gaye hum agar aate aate aa gaye paas hum jaate jaate le gaye tum sanam meri neendein mere saare sapne le chalo mujhko bhi saath apne tum na maano to tumko kasam
hoooo aaya aaya wo aaya yaar mera aaya re aaya aaya wo aaya pyaar mera aaya re bichhde yaar mile hain daur naye chale hain naya nasha chhayega aaj maja aayega aaya aaya re aaya aaya re aaya aaya re aaya aaya re aaya aaya wo aaya yaar mera aaya re aaya aaya wo aaya pyaar mera aaya re bichhde yaar mile hain daur naye chale hain naya nasha chhayega aaj maja aayega aaya aaya re aaya aaya re aaya aaya re aaya aaya re aaj koi chaal nayi waqt chal gaya dil jo mera badal gaya main badal gaya aankh mili mil ke jhuki dil dhadak utha dil mein daba shola koi phir bhadak utha aaya aaya wo aaya yaar mera aaya re aaya aaya wo aaya pyaar mera aaya re bichhde yaar mile hain daur naye chale hain naya nasha chhayega aaj maja aayega aaya aaya re aaya aaya re aaya aaya re hoo aaya aaya re dekh idhar meri nazar kah rahi hai kya mujhse yun nazar chura ke tu kidhar chala dil hai mera yahan meri manzilen yahan jaane jahan jaun kidhar jana hai kahan aaya aaya wo aaya yaar mera aaya re aaya
tujhse poochhun ek sawaal bol zara kya hai tera haal tujhse poochhun ek sawaal bol zara kya hai tera haal kya meri tarah tu bhi tadapta hai kya meri tarah tu bhi tadapta hai ab hai neend kise ab hai chain kahaan ab hai neend kise ab hai chain kahaan hosh udaaye tera shabaab mere sawaal ka de tu jawaab hosh udaaye tera shabaab mere sawaal ka de tu jawaab kya tera dil bhi aise dhadakta hai kya tera dil bhi aise dhadakta hai ab hai neend kise ab hai chain kahaan ab hai neend kise ab hai chain kahaan bindiya churaa ke gayi nindiya deewani jiyaa le gaye kunvaare kanganaa bindiya churaa ke gayi nindiya deewani jiyaa le gaye kunvaare kanganaa doli mein bitha ke tujhe chunari udhaa ke main to le aaungaa mere angnaa pyaar ka phool dil mein mehktaa hai pyaar ka phool dil mein mehktaa hai ab hai neend kise ab hai chain kahaan ab hai neend kise ab hai chain kahaan tujhse poochhun ek sawaal bol zara kya hai tera haal kya meri tarah tu bhi tadapta hai kya meri tarah tu bhi
ab tere dil mein hum aa gaye to tere dil mein rehnge to tujhe apna kehnge jhootha kasam ki kasam hum tere hain hum baat meri maan jhoothe nahin hum dil hai dil dil dil hai ye mera to tera ghar ye nahin hai to jagah khaali nahin hai jhoothi kasam ki kasam hum tere hain hum baat meri maan jhoothe nahin hum to abtere dil mein hum aa gaye to tere dil mein rehnge to tujhe apna kehnge jhootha agar tu kahe to tere naam likh doon agar tu kahe to tere naam likh doon main apne hazaaron janam wahan apni dhadkan bichha doon jahan tu meri jaan rakhe kadam teri dhadkanein hain dhadkti hai dhadke teri dhadkanein hain dhadkti hai dhadke dil is mein mera kya kare tera dil hai ghayal deewana hai pagal jo marta hai mujh pe mare tuna mili mar jaaunga sanam to jaan jaayegi meri to zindagi tu hai meri jhoootha kasam ki kasam hum tere hain hum baat meri maan jhoothe nahin hum to abtere dil mein hum aa gaye to tere dil mein rehnge to tujhe apna kehnge aa aa aa aa aa ye haathon ki mehndi
agar main kahoon mujhe tum se muhabbat hai meri bas yahi chaahat hai to kya kahogi agar main kahoon mujhe tum se muhabbat hai meri bas yahi chaahat hai to kya kahogi main tum se kahoongi iss baat ko agar tum zara aur sajaa ke kehte zara ghuma phira ke kehte to achhaa hota agar main kahoon tum ko jab dekhoon lagti ho jaise nayi honth hai pankhadi phool ki aankhen jaise jugnu chamkate huye soche mera ye dil dhadakte huye agar main kahoon agar main kahoon ye jo chehra hai jaise koi chaand hai to kya kahogi main tumse kahoongi mujhko bhoole se bhi chaand tum na kaho chaand mein to kai daag hai mujhe phool na kehna wo murjhate hain jugnu bhi na kehna wo kho jaate hain ye baaten puraani hai jo mujhko sunaani hai kisi aur adaa se kehte zara ghuma phira ke kehte to achhaa hota agar main kahoon mujhe tum se muhabbat hai meri bas yahi chaahat hai to kya kahogi agar main kahoon baaten sun ke tumhari main hairaan hoon jo bhi kehna hai kaise kahoon lagta tumhen kuchh bhi achhaa
aaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaa mujh mein shiv hai mujh mein brahma mujh mein vishnu mujh mein krishna phir main kaahe mandir jaaun dharti ambar parbat saagarrrrrrrrrrrrrrrrrr main jitt dekhun usko paaun phir main kaahe mandir jaaun phir main kaahe mandir jaaun dharti ambar parbat saagar main jitt dekhun usko paaun phir main kaahe mandir jaaun ye shrishthi uska sapna har vyakti uska apna aaaaaaaaaaaa ye shrishthi uska sapna har vyakti uska apna bhagwan ko jo paana hai prem ki hi maala japnaa saans saans har dhadkan dhadkan prem geet hi gaata jaaun phir main kaahe mandir jaauuuuuuun sun kar bansi ka lehra raadha tode har pehraa hooooo sun kar bansi ka lehra raadha tode har pehraa jamuna ji ke paar chali roke laakh bhanwar gehra raadha ne jo roop liya tha aaj agar main wo apnaaun phir main kaahe mandir jaauuuuuuun phir main kaahe mandir jaaun dharti ambar parbat saagar main jitt dekhun usko paaun phir main kaahe mandir jaaun aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa
aisa koi zindagi mein aaye jo zindagi ko zindagi banaye aisa koi zindagi mein aaye jo zindagi ko zindagi banaye aisa koi zindagi mein aaye jo zindagi ko zindagi banaye thode khushiyaan ho thode ansoon ho aur zara zara pe muskuraye aisa koi zindagi mein aaye jo zindagi ko zindagi banaye aisa koi zindagi mein aaye jo zindagi ko zindagi banaye thode khushiyaan ho thode ansoon ho aur zara zara pe muskuraye aisa koi zindagi mein aaye jo zindagi ko zindagi banaye aisa koi zindagi mein aaye jo zindagi ko zindagi banaye dilon jaan se jo mujh pe mare sirf mujhse mohabbat kare mere khwaabon mein khoya rahe mere kaandho pe soya rahe mere liye duniya bhulaye mere dardo gum bhi uthaye aisa koi zindagi mein aaye jo zindagi ko zindagi banaye lamha lamha umar baant le meri tanhaaiyan kaat le har ghadi bas mera naam le ladkhadaaun jo main thaam le mere saare sapne sajaye meri palkon mein ghar banaye aisa koi zindagi mein aaye jo zindagi ko zindagi banaye thode khushiyaan ho thode
hoooo aisa lagta hai jo na hua hone ko hai aisa lagta hai ab dil mera khone ko hai varna dil kyun dhadakta saansen kyun ruktin neenden meri kyun udd jaatin aisa lagta hai jo na hua hone ko hai hooo aisa lagta hai ab dil mera khone ko hai varna dil kyun dhadakta saansen kyun ruktin neenden meri kyun udd jaatin ho o o o aisa lagta hai jo na hua hone ko hai koi chehra nigaahon pe chhane laga koi ab roz khaabon mein aane laga aayi rut jo nayi jaage armaan kai mausam koi ghazal jaise gaane laga ooooo aisa lagta hai jaise nasha hone ko hai hooo aisa lagta hai hosh mera khone ko hai varna dil kyun dhadakta saansen kyun ruktin neenden meri kyun udd jaatin ho o o o aisa lagta hai jo na hua hone ko hai mehki mehki fiza ne li angadaiyaan neeli neeli hain baadal ki parchhaiyaan thandi thandi hawa laayi raag naya goonji goonji si hain jaise shehnaiyaan hooo aisa lagta hai koi meraa hone ko hai aisa lagta hai har faasla khone ko hai varna dil kyun dhadakta saansen kyun ruktin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Ab Laut Chalen Aa Ab Laut Chalen (1999) 05:37 12544
 
Poster of Aa Ab Laut Chalen (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Duration : 05:37   Song Number : 12544   

Aa Kahin Door Laawaris (1999) 06:12 18768
 
Poster of Laawaris (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Manisha Koirala, Akshaye Khanna
Duration : 06:12   Song Number : 18768   

Aa Raha Hai Maza Sapne Sajan Ke (1992) 06:11 39245
 
Poster of Sapne Sajan Ke (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Sameer Anjaan
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Karishma Kapoor, Rahul Roy
Duration : 06:11   Song Number : 39245   

Aaila Re Ladki Mast Tu Jung (2000) 05:45 39263
 
Poster of Jung (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shilpa Shetty, Sunjay Dutt
Duration : 05:45   Song Number : 39263   

Aaj Hai Sagaai Pyaar To Hona Hi Tha (1998) 05:19 16856
 
Poster of Pyaar To Hona Hi Tha (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Kajol
Duration : 05:19   Song Number : 16856   

Aaj Raat Chandani (Duet) Kal Ki Awaz (1992) 05:15 20030
 
Poster of Kal Ki Awaz (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:15   Song Number : 20030   

Aana Mere Pyaar Ko Kabhi Haan Kabhi Naa (1994) 03:52 16835
 
Poster of Kabhi Haan Kabhi Naa (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
Duration : 03:52   Song Number : 16835   

Aankhein Band Kar Ke Aitraaz (2004) 06:20 16874
 
Poster of Aitraaz (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Duration : 06:20   Song Number : 16874   

Aankhon Mein Akeli Raaton Mein Jhooth Bole Kauwa Kaate (1998) 05:10 32554
 
Poster of Jhooth Bole Kauwa Kaate (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Juhi Chawla, Anil Kapoor
Duration : 05:10   Song Number : 32554   

Aankhon Mein Tum Ho Ankhon Mein Tum Ho (1997) 04:58 38026
 
Poster of Ankhon Mein Tum Ho (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor, Suman Rangnathan
Duration : 04:58   Song Number : 38026   

Aap Ka Aana Dil Dhadkana Kurukshetra (2000) 06:05 20062
 
Poster of Kurukshetra (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Himesh Reshammiya, Sukhvinder
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Mahima Choudhary, Others
Duration : 06:05   Song Number : 20062   

Aap Ki Khata Bardaasht (2004) 06:35 11815
 
Poster of Bardaasht (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Shaan, Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Bobby Deol, Lara Dutta
Duration : 06:35   Song Number : 11815   

Aate Aate Chori Chori (2003) 03:53 17884
 
Poster of Chori Chori (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Sajid, Wajid
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Rani Mukherjee
Duration : 03:53   Song Number : 17884   

Aaya Aaya Re Aag Ka Gola (1990) 05:59 37942
 
Poster of Aag Ka Gola (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Archana Puran Singh, Sunny Deol
Duration : 05:59   Song Number : 37942   

Ab Hai Neend Kise Ab Hai Chain Kahaan Zamaana Deewana (1995) 06:44 38694
 
Poster of Zamaana Deewana (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Raveena Tandon, Shahrukh Khan
Duration : 06:44   Song Number : 38694   

Ab Tere Dil Mein Hum Aarzoo (1999) 08:22 20096
 
Poster of Aarzoo (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Madhuri Dixit
Duration : 08:22   Song Number : 20096   

Agar Main Kahoon Lakshya (2004) 04:52 16760
 
Poster of Lakshya (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Preity Zinta
Duration : 04:52   Song Number : 16760   

Aham Brahmasmi Kisna (2005) 05:53 16878
 
Poster of Kisna (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Javed Akhtar, Blaaze
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Vivek Oberoi, Antonia Bernath
Duration : 05:53   Song Number : 16878   

Aisa Koi Zindagi Mein Dosti (Friends Forever) (2005) 04:55 16736
 
Poster of Dosti (Friends Forever) (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Duration : 04:55   Song Number : 16736   

Aisa Lagta Hai Refugee (2000) 07:31 20121
 
Poster of Refugee (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor
Duration : 07:31   Song Number : 20121   
Karaoke Songs of alka yagnik, Sad Songs of alka yagnik, Love Songs of alka yagnik, Dance Songs of alka yagnik, Hip-hop songs of alka yagnik, Best songs of alka yagnik, Super hit songs of alka yagnik, hit songs of alka yagnik, duet songs of alka yagnik, solo songs of alka yagnik, old songs of alka yagnik, famous songs of alka yagnik, Hindi Karaoke Songs of alka yagnik, Hindi Sad Songs of alka yagnik, Hindi Love Songs of alka yagnik, Hindi Dance Songs of alka yagnik, Hindi Hip-hop songs of alka yagnik, best Hindi songs of alka yagnik, super hit Hindi songs of alka yagnik, hit Hindi songs of alka yagnik, duet Hindi songs of alka yagnik, solo Hindi songs of alka yagnik, old Hindi songs of alka yagnik, famous Hindi songs of alka yagnik, Sing Along Songs of alka yagnik, Sing Along Sad Songs of alka yagnik, Sing Along Love Songs of alka yagnik, Sing Along Dance Songs of alka yagnik, Sing Along Hip-hop songs of alka yagnik, Sing Along Best songs of alka yagnik, Sing Along Super hit songs of alka yagnik, Sing Along hit songs of alka yagnik, Sing Along duet songs of alka yagnik, Sing Along solo songs of alka yagnik, Sing Along old songs of alka yagnik, Sing Along famous songs of alka yagnik